People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 25 *

Mat Pyarme Dhokha Khana
Singer: Mohammad Rafi
Music: Avinash Vyas
Lyricist: Bharat Vyas
Album: Aadhi Roti
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aadhi-Roti/Mat-Pyar-Mein-Dhok
mat pyar me dhokha khana
chikna chikna hai zamana
babu re fisal na jana
o mat pyar me dhokha khana
chikna chikna hai zamana
babu re fisal na jana
arey fisal na jana babu
dil pe rakhna kabu
babu re babu re babu fisal na jana

udti firti jadugarni chhoriya
chupke chupke dil ki karti choriya
ho udti firti jadugarni chhoriya
chupke chupke dil ki karti choriya
dil apna inse bachana
mat chot jigar pe khana
babu re fisal na jana
arey fisal na jana babu
dil pe rakhna kabu
babu re babu re babu fisal na jana

chal chal chal sambhal ke chal
chal chal chal sambhal ke
galiya hai ye pyar ki
naar hai ya dhaar hai talwar ki
kano me do jhumti hai baliya
dil fasane ko hai ye do jaliya
ho kano me do jhumti hai baliya
dil fasane ko hai ye do jaliya
ye prem ka tana bana
mat chakkar me aana
babu re fisal na jana
fisal na jana babu
dil pe rakhna kabu
babu re babu re babu fisal na jana
mat pyar me dhokha khana
chikna chikna hai zamana
babu re fisal na jana
o fisal na jana babu
Sojare Saja Mere Lal
Singer: Geeta Dutt
Music: Avinash Vyas
Lyricist: Bharat Vyas
Album: Aadhi Roti
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aadhi-Roti/Soja-Re-Soja-Mere-
soja re, soja mere laal soja
nindiya ki nagri me kho ja
mere laal soja
soja re, soja mere laal soja

soya hai gagan soya hai pawan
soya hai gagan soya hai pawan
tu jiye to jau nirdhan ke dhan, soja
soja re, soja mere laal soja

na koi resham jhul jhulaye
na koi pankha dulaye
soja kanhiya tujhko teri
maiya ki mamta sulaye
soja re, soja mere laal soja

tu jo soye sang sang tere
soyenge dukhde hamare
apne dulare ke mohan mukhde pe
waru mai naho nakh taare
soja re, soja mere laal soja
mori atariya pe kaaga bole
Singer: Meena Kapoor
Music: Madan Mohan
Lyricist: Bharat Vyas
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ankhen/Mori-Atariya-Pe-Kaga-B
mori atariya pe kaaga bole
mora jiya dole, koi aa raha hai
mori atariya pe kaaga bole
mora jiya dole, koi aa raha hai

more man me uthi hai umang re
o mora phadke hai baanya aankh re
more man me uthii hai umang re
o mora phadke hai baanya aankh re
more man ki muraliya pe haule haule
sur khole khole koi gaa raha hai
mori atariya pe kaaga bole
mora jiya dole, koi aa raha hai

aaj bagiya me aayi bahaar re
o mere jeevan me solah singaar re
ho mere jeevan me solah singaar re
more kaan me gun gun bole bole
ras ghole ghole koi gaa raha hai
mori atariya pe kaaga bole
mora jiya dole, koi aa raha hai

more maathe pe kumkum ki bindiya
aaj loongi na pal bhar main nindiya
more maathe pe kumkum ki bindiya
aaj loongi na pal bhar main nindiya
ghar men thandi hawaa mast dole
ghoonghat pat khole, jiya lahra raha hai
mori atariya pe kaaga bole
mora jiya dole, koi aa raha hai
hamse na dil ko lagana musafir
Music: Madan Mohan
Lyricist: Bharat Vyas
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ankhen/Humse-Na-Dil-Ko-Lagana
hamse na dil ko lagana musafir
hamse na dil ko lagana ji
apna mohalla jaaoge bhul babu
hamri gali nahi aana ji
nau rupaye ka hait kharida
aur pandra ki haktai
ha pyar ka sauda karne aaye
hum le ko ko baai
tirchhi najar se dekha tumhe balkhake
jo li angdai
to hait girega paav mein ja
dhilli ho jaayegi naktai
kahe ko tum apne dil ko banate
hamri najar ka nishana ji
apna mohalla jaaoge bhul babu
hamri gali nahi aana ji

gora mukhada chand sa
ghunghat aayegi odh
ek jhalak hum dekh ke
usko ghar jayenge laut
gore gore mukhde se ghunghat hata ke
hamne kiya jo ishara
to doudegi chhan chhan bijli badan mein
din hi mein dikhenge taara
kahe ko aisa dhandha karo
jo pichhe pade pachhatana ji
apna mohalla jaaoge bhul babu
hamri gali nahi aana ji
hamse na dil ko lagana musafir
hamse na dil ko lagana ji
apna mohalla jaaoge bhul babu
hamri gali nahi aana ji
Ye Duniya Hai Babu Badi
Singer: Geeta Dutt
Music: Roshan
Lyricist: Bharat Vyas
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Agra-Road/Yeh-Duniya-Hai-Babu
ye duniya hai babu badi beiman badi beiman
maine kaha meri juba meri juba badi beiman
ye duniya hai babu badi beiman badi beiman

koi kahe karle iska bhala na tere dil ko aise jala
koi kahe karle iska bhala na tere dil ko aise jala
sadiyo ka dastur aisa chala ye to sikhata hai jiwan jala
chup chup ke anhkiya kya kahti hai
ye duniya hai babu badi beiman badi beiman

man ka andhera badha ja raha dil se bharosa chala ja raha
man ka andhera badha ja raha dil se bharosa chala ja raha
apna na koi nazar aa raha dar se ye insan ghabra raha
soya kaha hai soya kaha hai are bhagwan badi beiman
ye duniya hai babu badi beiman badi beiman
maine kaha meri juba meri juba badi beiman
ye duniya hai babu badi beiman badi beiman
ye duniya
Suno Sunaye Tumhe Aaj
Singer: Asha Bhosle
Music: Roshan
Lyricist: Bharat Vyas
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Agra-Road/Suno-Sunaye-Tumhen-
duniya valo gaur se sunana
meri dard ki kahani
samjho samjho kya kahta hai
meri aankh ka pani
suno sunaye aaj tumhe, ek choti si khani
ek baap ki do do beti, ek sawari ek gori
jaise champa chamali ho
kabhi na rahe akeli ho
suno sunaye aaj tumhe

duniya khushi ki fir ujad gayi
champa se chameli fir bichhad gayi
ho ji ho ji ho ji ho
hari bhari bagiya thi bikhar gayi
champa se chameli haaye bichhad gayi
nain bichare, dhund ke hare
puche dwaare dwaare kaha meri chamali ho
ke rah gayi champa akeli ho
suno sunaye aaj tumhe

baat sakat huyi sanjh dhali
jhar jhar nir bahaaye re kali
ho ji ho ji ho ji ho ji ho
koi to bataye haye uski gali
jhar jhar nir bahaaye re
rutha maali bagiya khali
puchhe dali dali kaha meri chamali ho
ki rah gayi champa akeli ho
kaha meri chamali ho
kaha meri chamali ho
chamali ho, chamali ho
chamali ho, chamali ho
Duniya Se Nyari Gori
Singer: Surinder Kaur
Music: Anil Biswas
Lyricist: Bharat Vyas
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Badi-Bahu/Duniya-Se-Nyari-Gor
duniya se nyaari gori teri sasuraal hai
duniya se nyaari gori teri sasuraal hai
ghar me naa aata hai na ghi hai na daal hai
ghar me naa aata hai na ghi hai na daal hai
duniya se nyaari gori teri sasuraal hai

budhiyaa teri saas rangini pawder roj lagaaye banna
pawder roj lagaaye
sashura tera chhori samajh ke uske paaw dabaaye
dekho kaisa ye kamaal hai
duniya se nyaari gori teri sasuraal hai

ro sinema dekhan jaaye teri badi jethani o chhallo
teri badi jethani
ghar me baitha jeth kare hai bachcho ki nigraani
guiyaa usaka bura haal
duniya se nyaari gori teri sasuraal hai

gali gali fire matakati baanki teri devraani o baanki
baanki teri devraani
aur nautanki me devar naache odh chunariyaa dhani
jisaki thumak thumak chaal
o jiski thumak thumak chaal
o jiski thumak thumak chaal
hai duniya se nyaari gori teri sasuraal hai

champe ka hai phul safera bhola bhala beli
ho gori tu hai jiski chameli
vo hai raaja bhoj to baaki sab hai gangauaa teli
tera saiyaa bemisaal hai
hai duniya se nyaari gori tera sasuraal hai
ghar me naa aata hai na ghi hai na daal hai
duniya se nyaari gori teri sasuraal hai
Baharo Se Puchho
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Bharat Vyas
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fashion-Hill-Station/Baharon-
baharo se puchho najaro se puchho
dil kyon deewana mera ho gaya
lakh sambhala magar kho gaya
baharo se puchho najaro se puchho
dil kyon deewana mera ho gaya
lakh sambhala magar kho gaya

tu bhi deewana sanam mai bhi deewani
ulfat ki hai ajab kahani
tu bhi deewana sanam mai bhi deewani
ulfat ki hai ajab kahani
mera dil tera kaise ho gaya
lakh sambhala magar kho gaya

badhne lagi hai ab bekarari
mitne lagi hai nind hamari
dil ko na jane ye kya ho gaya
lakh sambhala magar kho gaya
baharo se puchho najaro se puchho
dil kyon deewana mera ho gaya
lakh sambhala magar kho gaya
Tum Aur Hum
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Bharat Vyas
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fashion-Hill-Station/Tum-Aur-
tum aur ham bhul ke gam, gaaye pyaar bhari saragam
tum ho jahaan gam kya vahaan, rut rangin javaan mausam
tum aur ham bhul ke gam, gaaye pyaar bhari saragam
tum aur ham

koyaliya kuhu-kuhu bole, kaliyon ne ghunghat khole
koyaliya kuhu-kuhu bole, kaliyon ne ghunghat khole
kaliyon se kahe ek bhanvara, dil de do haule haule
hat chhodo sanam, mohe laage sharam
hat chhodo sanam, mohe laage sharam
tum ho jahaan gam kya vahaan, rut rangin javaan mausam
tum aur ham bhul ke gam, gaaye pyaar bhari saragam
tum aur ham

ghir aaye baadal kaale, ab dil ko kaun sambhaale
ghir aaye baadal kaale, ab dil ko kaun sambhaale
apane hi dil se puchho, ham to hain bhole bhaale
ab chhodo sharam, tumhe meri qasam
tum ho jahaan gam kya vahaan, rut rangin javaan mausam
tum aur ham bhul ke gam, gaaye pyaar bhari saragam
tum aur ham
Madh Bhari Hai Pyar Ki
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Bharat Vyas
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fashion-Hill-Station/Madbhare
madbhari hai pyaar ki palke, madbhari hai pyaar ki palke
halki halki bundiya chhalke
madbhari hai pyaar ki palke, halki halki bundiya chhalake
madbhari hai pyaar ki palke

main rangin shaam hoon, ek chhalakta jaam hoon
main rangin shaam hoon, ek chhalakta jaam hoon
jab muskaayi dekho bijali giraayi dekho
bachna deewaane mere yaar se
rehna jara sambhal ke, halki halki bundiya chhalke
madbhari hai pyaar ki palke, halki halki bundiya chhalke
madbhari hai pyaar ki palke

arj karu hajur se, dekh mujhe dur se
arj karu hajur se, dekh mujhe dur se
paas jab aaye aag paani mein lagaaye bas
bach o deewaane mere pyaar se, kehta hai dil machal ke
halki halki bundiya chhalke
madbhari hai pyaar ki palke, madbhari hai pyaar ki palke

honto pe tera naam tu hi toh hai mera shaam
tere siva mera koi aur na, honto pe tera naam
jivan apna tum sang bandha, tu hi mera mohan main hi teri raadha
charano mein tere piya mere hai chaaro dhaam
tere siva mera koi aur na
tere siva mera koi aur na
tere siva mera koi aur na
Honthon Pe Tera Naam
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Bharat Vyas
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fashion-Hill-Station/Honthon-
hontho pe tera nam, tu hu to hai mera shyam
tere siva mera, koyu aur na
hontho pe tera nam, tu hu to hai mera shyam
tere siva mera, koyu aur na
hontho pe tera nam

jivan apna tum sang bandha
jivan apna tum sang bandha
tu mera mohan mai teri radha
charno me tere piya, mere hai charo dham
tere siva mera koyi aur na
hontho pe tera nam, tu hu to hai mera shyam
tere siva mera, koyu aur na
hontho pe tera nam

o o o o
dwar tihare aaya tera pujari
dwar tihare aaya tera pujari
daras ka pyasa prem bikhari
tum hi base ho mere, naino me subah sham
tere siva mera koyi aur na
hontho pe tera nam, tu hu to hai mera shyam
tere siva mera, koyu aur na
hontho pe tera nam
hontho pe tera nam, tu hu to hai mera shyam
tere siva mera, koyu aur na
hontho pe tera nam
Dharti Ki God Mei
Singer: Hemant Kumar
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Bharat Vyas
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fashion-Hill-Station/Dharti-K
dharati ki god me, aasman ke chhanv me
kab se khada hai yah taj
dharati ki god me, aasman ke chhanv me
kab se khada hai yah taj
chhupaye mann me mohabbat ka raj
ke sun lo iski dil ki aawaz

duniya ke aashiko, duniya ke premiyo
duniya ke aashiko, duniya ke premiyo
sun lo mohabbat ka raj
patni ke vaste biwi ke vaste banta yaha aisa taj
banta yaha aisa taj
biwi ko chhod ke gairo se jod ke tode jo apno se prit
paiso ke vaste aisi mehlo me, gaya nahi jaye git
kabhi gaya nahi jaye git
begam ke rup me soya hai pyar yaha

begam ke rup me soya hai pyar yaha
aahista aahista bol, aahista aahista bol
apne jigar ko shehanshah ke iss premi kaleje se tol
mandir yeh pyar ka, tirath sansar ka
ulfat ka hai yeh majahar, ulfat ka hai yeh majahar
bhatake huye ko kehata hai bar bar
sun lo re iss ki pukar, sun lo re iss ki pukar
sun lo re iss ki pukar, sun lo re iss ki pukar
Mati Ko Le Jana Na
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Bharat Vyas
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fashion-Hill-Station/Mati-Ko-
bade bade tufano ke aage kabhi nahi jo hara hai
nari ki takat par ab tak jinda desh tumhara hai
mati ko le jana na is mati ko le jana na
desh hai mahan iski shan ko mitana na
mati ko le jana na is mati ko le jana na
desh hai mahan iski shan ko mitana na

vichhada huwa yaha ka vichhadi ka nur hain
han vichhadi ka nur hain
is mati me rama huwa sitaji ka sindur hain
sitaji ka sindur hain
desh ke javano o faishan ke diwano thodi bat purani mano
apni sej ko parayi nag se kabhi sajana na
mati ko le jana na is mati ko le jana na
desh hai mahan iski shan ko mitana na

galiya parayi ko khoya tera dhyan hain
ho khoya tera dhyan hai
apni pujaran ka tu hi bhagavan hai
tu hi bhagavan hai
ram hai tu uska ghanashyam hai tu uska
charo dham hai tu uska
aisi nari ke jigar pe katari tu chalana na
mati ko le jana na is mati ko le jana na
desh hai mahan iski shan ko mitana na
Naya Nay Fashion
Singer: Asha Bhosle
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Bharat Vyas
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fashion-Hill-Station/Naya-Nay
naya naya fashion naya hai jamaana
naya naya fashion naya hai jamaana
badal do rang badal do dhang
badal do rang badal do dhang
badal do bahar bhitar aage pichhe
sab kuch tana baana bhes puraana

naya naya fashion naya hai jamaana
naya naya fashion naya hai jamaana
badal do rang badal do dhang
badal do bahar bhitar aage pichhe
sab kuch tana baana bhes puraana
naya naya fashion naya hai jamaana

ik baat kahun akal ki mat baat karo kal ki
kal ki duniya chal meri muniya
aaj pad gayi halaki aaj pad gayi halaki

ik baat kahun akal ki mat baat karo kal ki
kal ki duniya chal meri muniya aaj pad gayi halaki
baal kata lo husn badha lo
baal kata lo husn badha lo

badal do chaal badal do dhaal
badal do uttar dakshin purab pachchim
sab kuchh dikhaana kahe jamaana
naya naya fashion naya hai jamaana
badal do rang badal do dhang
badal do baahar bhitar aage pichhe
sab kuchh taana baana bhes puraana
naya naya fashion naya hai jamaana

kapado ka kharch bachaalo mat husn pe parada daalo
ghunghat se mat khol chaar chaand chamkaalo

kapado ka kharch bachaalo
mat husn pe parada daalo ghunghat se mat
khol chaar chaand chamkaalo
duniya bhaage badh gayi aage
duniya bhaage badh gayi aage
badal do train badal do plane badal do motor gaadi
udkar jaana raahat ka hai jamaana
naya naya fashion naya hai jamaana
badal do rang badal do dhang
badal do bahar bhitar aage pichhe
sab kuch tana baana bhes puraana
Bade Bade Tufano Ke
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Bharat Vyas
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fashion-Hill-Station/Mati-Ko-
he: bade bade tufaanon ke aage kabhi nahi jo haaraa hai
naari ki taaqat par ab tak zindaa desh tumhaaraa hai

maati ko lajaanaa naa is maati ko lajaanaa naa
desh hai mahaan isaki shaan ko mitaanaa naa
do: maati ko lajaanaa naa is maati ko lajaanaa naa
desh hai mahaan is ki shaan ko mitaanaa naa

he: vichhadaa hua yahaa kaa vichhadi kaa nur hai
be: haan vichhadi kaa nur hai
he: (is) maati meraa maa hua sitaaji kaa sidur hai
be: sitaaji kaa sidur hai
he: desh ke javaano o faishan ke divaano
thodi baat puraani maano
apani sej ko paraa_i naag se kabhi sajaanaa naa

he: galiyaa paraayin ko khoyaa teraa dhyaan hai
be: ho khoyaa teraa dhyaan hai
apani pujaaran kaa tu hi bhagavaan hai
be: tu hi bhagavaan hai
he: raam hai tu usakaa ghanashyaam hai tu usakaa
chaaro dhaam hai tu usakaa
aisi naari ke jigar pe kataari tu chalaanaa naa
Oopar Se Uz Le
Singer: Mohammad Rafi
Lyricist: Bharat Vyas
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fashionable-Wife/Oopar-Se-Naz
o sada jivan unche khayal se desh tha ye aabad
fashion ke putlo ne dekho ise kiya barbad
upar se ujle bhitar se kale
upar se ujle bhitar se kale
samjhe nahi samjhaye re
fashion ke andhe duniya me dekho
pag pag pe thokar khaye re
pag pag pe thokar khaye re
upar se ujle bhitar se kale

bahar ki jhuti chamak damak me
bahar ki jhuti chamak damak me
aankhe sabki dhundlayi re
man ka mel chhudane ke badle
kapdo ki karte safayi
andhiyaro ko ye samjhe ujala
andhiyaro ko ye samjhe ujala
inpe taras koi khaye re
fashion ke andhe duniya me dekho
pag pag pe thokar khaye re
pag pag pe thokar khaye re
upar se ujle bhitar se kale
Chalta Chal
Singer: Manna Dey
Lyricist: Bharat Vyas
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fashionable-Wife/Chalta-Chal/
raam
chalta chal chalta chal
o dhup ho chhanw ho
dur terea gaon ho, chahe thake panw ho
chalta chal tu chalta chal

ye ful aur ye kante, maliq ne barabr bante
fulo ka bag lagana to, kanto se bhi na tal
ram, chalta chal chalta chal
o dhup ho chhanw ho

mat mang dya ki bhikh
ye teri agni pariksha
is jag ivan ki jwala me
tu kundan ban ke nikal
chalta chal
o dhup ho chhanw ho
chahe thake panw ho
chalta chal tu chalta chal

mat kho ankhiyan ke moti
sach ki chamkegi jyoti
hardam suraj ko dhak na saka
udta firta baadal
chalta chal
o dhup ho chhanw ho
chalta chal
dur tera gaon ho, chahe thake panw ho
chalta chal tu chalta chal
chalta chal tu chalta chal
chalta chal tu chalta chal
chalta chal tu chalta chal
Jhumo Re Jhumne Ke Din Aaye
Lyricist: Bharat Vyas
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fashionable-Wife/Jhoomo-Re-Jh
jhumo re jhumne ke din aaye
phulo ko chumne ke din aaye
zindagi ke maze le le le lo
jhumo re jhumne ke din aaye
phulo ko chumne ke din aaye
zindagi ke maze le le le lo

duniya kare thitoli duniya ko maro goli
hum masto ki toli kaliyo se bhare jholi
bole gitpit boli aaye hai gajab goli kha
duniya kare thitoli duniya ko maro goli
hum masto ki toli kaliyo se bhare jholi
bole gitpit boli aaye hai gajab goli kha
are jhumne ke din aaye
phulo ko chumne ke din aaye
zindagi ke maze le le le lo

dariya uchhala mare, jhatke tode kinara
din me dikhaye tare kabhi na jawani hare
mare ya kisi ko mare isi ke sahare pyare aa
dariya uchhala mare, jhatke tode kinara
din me dikhaye tare kabhi na jawani hare
mare ya kisi ko mare isi ke sahare pyare aa
jhumo re jhumne ke din aaye
phulo ko chumne ke din aaye
zindagi ke maze le le le lo

ankhiya phadak gayi bijli kadak gayi
dharti dhadak gayi duniya bhadak gayi
khopadi tadak gayi ulti sadak gayi ha
ankhiya phadak gayi bijli kadak gayi
dharti dhadak gayi duniya bhadak gayi
khopadi tadak gayi ulti sadak gayi ha
jhumo re jhumne ke din aaye
phulo ko chumne ke din aaye
zindagi ke maze le le le lo
Badal Rahi Zameen Badal Raha
Singer: Geeta Dutt
Lyricist: Bharat Vyas
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fashionable-Wife/Badal-Rahi-Z
badal rahi hain jamee, badal raha hain aasma
badal rahi hawaye, aur badal raha jahaa
bahno tumhare samne, tedha sawal hain
manushy ke bhavisy ka, tumhe khayal hain
ghunghat nikal ke jo, tum yu sunghti rahi
kajal nayan me dal, phul sunghti rahi
nylon ki sariyo me, tan ubharti rahi
fashion pared me, umar gujarti rahi
mit jayega ye mulk, aur ye jyotiya tamaam
jo tum na tham loge aaj waqt ki lagam
bahno tumhare kandhe pe, gajab ka bhaar hain
svdharm ki svdesh ki, tumhe pukar hain
jago bhavishy ki matao
jago dharti ko sitao
jago puran aur geetao jago

mardo ke faisalo ka to, vahi purana dhang hain
dasi banakar hamko, rakhna chahte hain sang
aadat purani mardo ki kabhi na jayegi
tahjeeb inki hain, inhe yahi sikhayegi
bas hamse to inhe, rangeela pyaar chahiye
kuchh puchhne ka bhi, nahi adhikar chahiye
parda hatao dharm ka, ye sharm chhod do
aurat pe jo sitam kare, wo dharm chhod do
mardo ke karnamo ke hain, unke rang dhang
mardo ke haatho se sada hi hote aaye jung
ye jung ab na ho na, julmo ka kahi ho jor
bas aaj apane haath me lo inki bagdor
jago shanti ki avtai
jago shasan ki adhikari
jago ghar ghar ki sannari jago

vigyan ka inhe hua bada guman hain
mana ki chandr lok me gaya vimaan hain
atom banane waalo ko na itana dhayan hian
atom hi par khada hua, inka makan hain
rocket banake samjhte tarakki ho gyai
insaniyat ki neev aaj pakki ho gayi
din raat jhuthe khwab me hi jhulte hain ye
hona kya chahiye wo baat bhulte hain ye
apani grihasti chhod jane ghumte kidhar
saare jaha ka bas inhi ko hain laga fikar
taakat batorne ko hain inhe bada nasha
is khinch taan me na ho kabhi durdasha
jago he gyan ki balao
jago vijayi jai malao
jago jauhar ki jwalao jago
Peene Ki Bhi Ab Aadat Aesi
Lyricist: Bharat Vyas
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fashionable-Wife/Peene-Ki-Bhi
bangal ke babu peete hain
bambai ke mistr peete hain
bambai ke mistr peete hain
peene ki bhi adat vaisi hain
sab log barabar peete hain
sab log barabar peete hain
sab log barabar peete hain

use achcha rakhe, jo sabko pilakar peete hain
jo sabko pilakar peete hain
peene ki bhi adat vaisi hain
sab log barabar peete hain
sab log barabar peete hain

jo koi peeye uske sar se
lakho hi balaye tal jaye
julfo ki tarah lahraye dhuaa
dilwale wahi pe machal jaye
ciggrete ki badaulat fokat me
rukte huye kam nikal jaye
aur gairo ko mohabbat aa jaye
dushman ke irade badal jaye
rangeen tabiyat hain jinki
wo log peeye to fisal jaye
o babu sambhal kar sulgana
aisa na ho muchhe jal jaye
hunsiyar wo hain jo sigret ko
nlki me laga kar peete hain
nlki me laga kar peete hain
peene ki bhi adat vaisi hain
sab log barabar peete hain
sab log barabar peete hain
sab log barabar peete hain
sab log barabar peete hain
sab log barabar peete hain
Paschim Se Aazadi Aayi
Singer: Jayamala
Lyricist: Bharat Vyas
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fashionable-Wife/Paschim-Se-A
paschim se azadi aayi, fashion ki sahjadi aai
he he he
paschim se azadi aayi, fashion ki sahjadi aai
unchi edi bikhre baal, lovely lovely chal

wo lad gaye log purane, ab aaye naye jamane
ye rang badlti nayi hawaye
gaye hain naye tarane
la la la la la la
wo beet gaye afsane, ab geet hain naye banane
ye sari aur salvar badlkar
frock pant pahnane
jhat se ye baal karo down
maidam sar se pahno gown, maidam
ha ha ha ha
he paschim se azadi aayi, fashion ki sahjadi aai
unchi edi bikhre baal, lovely lovely chal

ye ghar ke jhanjhat tyago
ek din ke liye kahi bhago
bandhan ki kadiya tod fod
dharti ki pariya jago
la la la la la la
makeup har waqt sambhalo
shisha har bar nikalo
in laaj bhari do ankho, par ek kala chashma dalo
maidam muh m elo ciggrete
khula hain aazadi ki gate, maidam
ha ha ha ha
he paschim se azadi aayi, fashion ki sahjadi aai
unchi edi bikhre baal, lovely lovely chal

hontho pe lagao lali
balo pe chadhao jali
nakhun badha ke sister
jhatpat dhundho apna mister
ha ha ha ha
kho jao dans me ho ho
hay romance me aha aha
kho jao dans me ho
hay romance me very god
mast baharo se ye aati hain sada
banke fashinable wife, bana do aaj kisi ki life
banke fashinable wife
he paschim se azadi aayi, fashion ki sahjadi aai
unchi edi bikhre baal, lovely lovely chal
O Shirdi Ke Sai Baba
Singer: Geeta Dutt
Lyricist: Bharat Vyas
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fashionable-Wife/O-Shirdi-Ke-
ho shiradi ke sai baba, hamre gosai baba
aaye ham tere darbar me
ho sai aaye ham tere darbaar me
chahe amir ho, chahe garib ho
sab hi samaye tere pyar me
ho sai aaye ham tere darbar me
ho shiradi ke sai baba, hamre gosai baba
aaye ham tere darbar me
ho sai aaye ham tere darbaar me

dur dur se tere darshan, karne ate nar nari
kalyug ke avtari baba, tum ho bade chamtkari
pathar ka singhasan tera, aasan bada nirala
tere dwar par chhua chhut ka, kabhi na lagta tala
ho tu hain dayalu data, sab jag tera gun gata
tujhsa na koi sansar me
ho sai aaye ham tere darbar me
ho shiradi ke sai baba, hamre gosai baba
aaye ham tere darbar me
ho sai aaye ham tere darbaar me

hindu muslim shikh isaai, sabse tera nata hain
tere dwar par aakar koi, khali hath na jata hain
din hin ki raksha karne dhuni teri jalti
tere duaaye jiske sath ho uski balaye talti
o teri sharn jo ata, tu hain jisko apnata
nayiya na dube majhdahr me
ho sai aaye ham tere darbar me
ho shiradi ke sai baba, hamre gosai baba
aaye ham tere darbar me
ho sai aaye ham tere darbaar me

nirdhan ko dhan nirbal ko balwaan
tuhi karne wala
andho ko aankhe
gungo me jubaan bharne wala
lule langde tere aash kar, paas tere jab jate
tere kripa se aise rog kya, maha rog mit jate
ho kanto bhi tujhko pyare, fulo ke bhi rakhwale
sab hi gunthe hain tere pyar me
ho sai aaye ham tere darbar me
ho shiradi ke sai baba, hamre gosai baba
aaye ham tere darbar me
ho sai aaye ham tere darbaar me
Yeh Bhi To Insaan
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: Bharat Vyas
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fashionable-Wife/Yeh-Bhi-To-I
tum thekedar bane baithe ho
dharm ki in dukan par
insaan ko jo samjhe achhut
lalach kise insano par
lalach kise insano par
ye bhi to insaan, ishaa ki santan
ye hamse rakhte chhua chhut kyun
tum pavitr hunm achhut kyu
ye bhi to insaan, ishaa ki santan

unch nich ka ye bhed bhaw chhod ke
ham rahenge aaj ye divar tod ke
jiske dwar band hain, us ram ki kasam
ab na koi kar sakega hampe ye sitam
chal pada jahan gandhi ka le vardan
ye hamse rakhte chhua chhut kyun
tum pavitr ye achhut kyun
ye bhi to insaan, ishaa ki santan

badal gayi ye kudrat kyun
hamse aisi nafrat kyun
badal gayi ye kudrat kyun
hamse aisi nafrat kyun
chhote bade samjhne wale
badhti jati adat kyun
raam ke mandir me ja sakta
chuha billi kauwa
par sidhi bhi chhu na sakta
ye insaan ka hauwa
ham papi aur tum dharmi kyun
iska hame javab do
ham sevak aur tum swami kyun
iska hame javab do
ham pathar aur tum moti kyun
iska hame javab do
ham achhut aur tum moti kyun
iska hame javab do
javab do, javab do
ham pavitr aur tum achhut kyun
iska hame javab do
javab do, javab do
ye bhi to insaan, ishaa ki santan
fir inse rakhte chhua chhut kyun
tum pavitr ye achhut kyu
ye bhi to insaan, ishaa ki santan

ye pavan agan gagan sabhi ke waste
fir bhi kyu alag alag hamare raste
inko chhuna paap hain ye kya kamal hain
inka bhi to apane jaisa khun laal hain
inko to pahchan, inme wohi jaan hain
fir inse rakhte chhua chhut kyun
tum pavitr ye achhut kyu
ye bhi to insaan, ishaa ki santan

inke puja ka tilak lagaya shyam ne
inke sabri ke chakhe the ber ram ne
inke liye tadap uthi gandhi ki aatama
inko gale lagake wo bane mahatma
maan ya maan inme hain bhagvaan
fir inse rakhte chhua chhut kyun
tum pavitr ye achhut kyu
ye bhi to insaan, ishaa ki santan

tum jhuth muth hi rijh rahe ho
pathar ke bhagwano par
nafrat ke teer chalate ho
tum in garib insano par
tum traskar ka namak
chhidakte inke ghayal praano par
inke murde jalne na dete
tum apane shamsano par
jo inhe dalit kahe ghrina kare
to thu aise viddwano par
jo inhe shatru kahe thukraye
dhikkar hain aise purano par

ye hain bejuban bhagwan me mehman
fir inse rakhte chhua chhut kyun
tum pavitr ye achhut kyu
ye bhi to insaan, ishaa ki santan
fir inse rakhte chhua chhut kyun
tum pavitr ye achhut kyu
Har Har Gange
Lyricist: Bharat Vyas
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Har-Har-Gange/Har-Har-Gange/G
har har gange har har gange
har har gange
har har gange har har gange
har har gange

amrit sa tera pani, tu nadiyo ki maharani
maa tu hai jag kalyani
har har gange har har gange
har har gange har har gange
amrit sa tera pani, tu nadiyo ki maharani
maa tu hai jag kalyani
har har gange har har gange
har har gange har har gange

bhagirath ke tap se tu pighli, nikli brahm kamandal se
nikli brahm kamandal se
nirmal rahte pawan hote, maa hum tere hi jal se
tere jal me jiwan bahta, mukti ka sadhan rahta
man pulkit hokar kahta
har har gange har har gange
har har gange har har gange

har har gange har har gange
har har gange
har har gange har har gange
har har gange

gayitri si siddhi dayni, geeta jaisa gyan hai tu
geeta jaisa gyan hai tu
sare jag me maa gange, is bharat ki pahchan hai tu
tu sobha kailashi ki, garima bharatwasi ki
hain shan tu hi kashi ki
har har gange har har gange
har har gange har har gange
amrit sa tera pani, tu nadiyo ki maharani
maa tu hai jag kalyani
har har gange har har gange
har har gange har har gange

bahi teri dhara jis jis path se
wahi wahi path bana tirth hai
wahi wahi path bana tirth hai
tujhko pakar dhanay huye hum
amar hua bhagirath hai, kahi haridwar kahi sangam
kahi ganga sagar anupam, har tirth tera utam
har har gange har har gange
har har gange har har gange
amrit sa tera pani
tu nadiyo ki maharani
maa tu hai jag kalyani
har har gange har har gange
har har gange har har gange
Tumho Madhu Pyase Bhanware
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: Bharat Vyas
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Har-Har-Gange/Tum-Ho-Madhu-Py
tum ho madhu pyase bhanware
tum ho madhu pyase bhanware
aur main raswanti kali, prem ras pilo pilo
prem ras pilo pilo
tum ho madhu pyase bhanware
tum ho madhu pyase bhanware
aur main raswanti kali, prem ras pilo pilo
prem ras pilo pilo

mausam ye basanti hain
gandh pushpa se chunati hain
mausam ye basanti hain
o gandh pushpa se chunati hain
o is rut dur dur rahke koi, baat nahi banti hain
hans hans pilo pilo, prem ras pilo pilo
tum ho madhu pyase bhanware
aur main raswanti kali, prem ras pilo pilo
prem ras pilo pilo

hulchal hain umango me
dube yovan ke rango me
hanchal hain umango me
ho dube yovan ke rango me o
aise ang ang dole, jaise naiyaa dole tarango me
aaj bas pilo pilo, prem ras pilo pilo
ho tum ho madhu pyase bhanware
tum ho madhu pyase bhanware
aur main raswanti kali, prem ras pilo pilo
prem ras pilo pilo
prem ras pilo pilo
prem ras pilo pilo